TAB MAZA KUCHH AUR HI HOTA HAI MAKHMAL YAAD KA
SAR PE JAB SAAYA FIGAN HOTA HAI BADAL YAAD KA
JAAN-O-DIL MAIN JAB MAHAKUTHHTA HAI SANDAL YAAD KA
SO GHAMON KO DOOR KAR DETA HAI IK PAL YAAD KA
WAADI-O-DASHT-O-CHAMAN MAIN LE KE PHIRTE HAIN HAIN
RELA DEEWANI HAWAA KA, ZORE PAGAL YAAD KA
HO GAYE NAKAAM SAB DIL-BASTAGI KE MASHGHALE
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA
IK AJAB AALAM HAI MUSLIM KYA KAHEN, KIS SE KAHEN
DOOR TAK BUS HUM HI HUM HAIN AUR JANGAL YAAD KA
·
TAB MAZA KUCHH AUR HI HOTA HAI MAKHMAL YAAD KA
SAR PE JAB SAAYA FIGAN HOTA HAI BADAL YAAD KA...............ye malta marboot nahi hai..is ke baghair bhi kaam chal sakta tha....
JAAN-O-DIL MAIN JAB MAHAK UTHHTA HAI SANDAL YAAD KA
SO GHAMON KO DOOR KAR DETA HAI IK PAL YAAD KA.........................ye matla lajawab hai sahib....
WAADI-O-DASHT-O-CHAMAN MAIN LE KE PHIRTE HAIN HAMEN
RELA DEEWANI HAWAA KA, ZORE PAGAL YAAD KA.................. ...( le ke phirtey ki jagah (PHIRTA hai) to achcha tha....
HO GAYE NAKAAM SAB DIL-BASTAGI KE MASHGHALE
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA.....................bahut umda sher hai..
IK AJAB AALAM HAI MUSLIM KYA KAHEN, KIS SE KAHEN
DOOR TAK BUS HUM HI HUM HAIN AUR JANGAL YAAD KA..........ye wo rang hai jo ghazal ko jila ataa karta hai...zindabad! Muslim Saleem Sahib!

.
Abbas
Kazmi WAH. Bahut achha.
·
Ameer
Hussain bout khob jinab Muslim Saleem sahib
Haris
Bilal Shaairi husn, pukhtagi aur qaari ki dilchapsi k sarey anaasir apny
ander samaaey huey anokhey andaz mein aik shaandaar ghazal. Bohut khoob sir ji.
Farhan
Mirza kya kahene Janab Behtarin kalam
Muhammad
Ali Mokashi Bahot Umda Kalam...
Roma Rizvi
Door tak bas ham hi ham hein....aur jungle yaad ka...nice line ...
Feroze
Natique Khusro WAH WAH
Feroze
Natique Khusro KHOBSORAT ASHAAR
Masroor Ahmed
yad ko different rangon may khoob samoya hay.bohat hi khoob
Faisal Nawaz
HO GAYE NAKAAM SAB DIL-BASTAGI KE MASHGHALE
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA....MashaAllah ....wah wah be-hud khoobsoorat kalam hai Muslim Saleem sir
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA....MashaAllah ....wah wah be-hud khoobsoorat kalam hai Muslim Saleem sir
Faisal Nawaz
thank you sir ..........TAB MAZA KUCHH AUR HI HOTA HAI MAKHMAL YAAD KA
SAR PE JAB SAAYA FIGAN HOTA HAI BADAL YAAD KA.waaaaaaaaaaaaaaaah ........behtreen...........Lajwaab ustaad e mohtaram ,,makhmaleen yaad ko makhmal yaad keh kar khoob mushakhkhas kiya hai,,,ofcourse
The beloved memories are velvet – like which indeed give pleasure when clouds of memories hover over lover....zindaabaad........
SAR PE JAB SAAYA FIGAN HOTA HAI BADAL YAAD KA.waaaaaaaaaaaaaaaah ........behtreen...........Lajwaab ustaad e mohtaram ,,makhmaleen yaad ko makhmal yaad keh kar khoob mushakhkhas kiya hai,,,ofcourse
The beloved memories are velvet – like which indeed give pleasure when clouds of memories hover over lover....zindaabaad........
Faisal Nawaz
HO GAYE NAKAAM SAB DIL-BASTAGI KE MASHGHALE
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA
outstanding again ......what poetic touch you provide to these couplets amazing thoghts and absolute gem .waaaaah
SILSALAA THAMTAA NAHEEN USKI MUSALSAL YAAD KA
outstanding again ......what poetic touch you provide to these couplets amazing thoghts and absolute gem .waaaaah
Kiran Sadiq
nice
·
Syed
Husnain Yaden zindagi ka kitna bada sahara hain yeh agar na ho to phir
badal bad e saba, aansu, sahera, gulshan, jharna, nadi , sahel, pipal ki
chhaiyaan, mahtaab sab be- maani
·
Naye maah ki hai yeh taza ghazal
hai Muslim ki yadoN ki jo tarjumaaN
NumayaaN hai shair ka soz e durooN
Bahut dilnasheeN hai yeh husn e bayaan
hai Muslim ki yadoN ki jo tarjumaaN
NumayaaN hai shair ka soz e durooN
Bahut dilnasheeN hai yeh husn e bayaan
·
Majeed Taj
Baloch Bahut hì umda hay Ustaad e mohtarm
Majeed Taj
Baloch JAAN-O-DIL MAIN JAB
MAHAK UTHHTA HAI
SANDAL YAAD KA
SO GHAMON KO DOOR
KAR DETA HAI IK PAL YAAD KA
MAHAK UTHHTA HAI
SANDAL YAAD KA
SO GHAMON KO DOOR
KAR DETA HAI IK PAL YAAD KA
·
Tahir Ali
masha allah gazab ka fun hai aap ke hathon me, ho gaye nakam sub dil.....waah Allah
aap ko salamat rakhe , mai sochata hoon ki kaash mere sabhi dost aap hi ki
tarah hote to kitna achha hota Saleem bhai apne chhote bhai ko mat bhoolana
hamesha doa deta rahoonga insha Allah.
·
Mohammad
Mahmood Ahmad ۔۔
مشکل قوافی اور ردیف کو اپنا ھمسفر بنا کر
شاعرنے بہت محنت اور ریاضت کے شعر عمدہ شعر کہے ھیں
ایسی غزلیات نمائیندہ غزلوں کے منصب پہ آتی ھیں
مشکل قوافی اور ردیف کو اپنا ھمسفر بنا کر
شاعرنے بہت محنت اور ریاضت کے شعر عمدہ شعر کہے ھیں
ایسی غزلیات نمائیندہ غزلوں کے منصب پہ آتی ھیں
·
Ahmad
Razaraja WAAH WAAH KHOOB AST BHAAI JIII
·
Qazi
Malik Naved Bhopali Waah waah waah waah waah bahut khoob Laajawaab ghazal.
..
·
Alam
Khursheed _____________
خوبصورت غزل !
خوبصورت غزل !
·
Ashfaque
Ahmed Siddiqui Khoob hai Ghazal. Khuda kare zore qalam aur zyada
·
Adnan Bin Zia
waaah sir masha allah laaa jawaaa
·
Nasir
Amrohvi Subhan Allah bohat bohat khoo
·
Ifrah
Farheen Khan .Lajwab umda
·
Shahid
Mehmood bohat khoob
·
Salahuddin
Haque Abusarim Sarim dor tak bas ham hi ham hai,n aur jungle yaad ka....wah
wah khoobsurat ghazal hai sir
·
Malka Afroze
بہت خوبصورت غزل ہے اک پل کی یاد میں ،یاد کا جنگل آباد
ہے
·
Saba Karim
NYC
Aamir R
Zubery SILSILA THAMTA NAHIN USKI MUSALSAL YAAD KA.......KHOOOOB...
Aamir R
Zubery Door Tak Bas Hum Hi Hum Hain Aur Jungle Yaa
Saif Sid so
niceeeee
Saif Sid
bht khoobsoorat andaz
Gulreza Naz
likes this.
BOHAT KHOOOOOOB , ,,,,,, BOHAT KHOOOOOOB ,,, ,,,,,,,, BOHAT
KHOOOOOOOB @@@@@@@@@@
Azhar Iqbal WAHHHH BHUT KHOOBBB
ReplyDelete•
ReplyDelete•
Syed Muzaffarul Haque Yaaden hamesha insaan ke saath hoti hain..jo use jeena sikhati hain...Jo tajurbe ki surat me raaste k a diya banta hai to kabhi yeh yaaden..us maqaam pe le jaati hain jahan insaan khud bakhud muskurata hai..aur hansta hai...use logon ki zarurat nahin padti....yaaden wo sarmaya hain jo insaan ke qadam se qadam mila k use ek aise raaste ki janib le jaati hain jahan uske dost, uske saathi, aur bahut kuch......yaaden yaad aati hain...hardum....hamesha....
•
•
Nini Muzaffar Bohut khoob je
• 7 hours ago • Like
•
Syed Tanwir Husain Bahot hi umdan ghazal hain masha allah ..