Wednesday, May 9, 2018

Baday Talab par dhalti hui sham ka difareb manzar mere gharib khane say

Baday Talab par dhalti hui sham ka difareb manzar mere gharib khane say
is post par Janab ER Abid Rokhsan , Muzaffarpur, Bihar ka manzoom khiraje tahseen
ER Abid Rokhsan Manzar bhi dilfareb aur she'r bhi haseen;
Muslim Saleem aapki har baat hai juda
Pahuncha na fi zamana koyi aap ke aas paas
She'r o adab me'n aap ki to zaat hai juda
'Talib' ye kah raha hai bade tajziya ke baad
Har fikr hai kamal ki har baat hai juda
منظربھی دل فریب اور شعر بھی حسین
مسلم سلیم آپ کی ہر بات ہے جدا

پہنچا نہ فی زمانہ کوئی آپ کے آس پاس
شعر و ادب میں آپ کی تو ذات ہے جدا
طالب یہ کہ رہا ہے بڑے تجزیہ کے بعد
ہرفکر ہے کمال کی ہر بات ہے جد

No comments:

Post a Comment